Sardi Ho Ya Garmi Ho Lyrics - Pankaj Udhas

Sardi Ho Ya Garmi Ho lyrics, the song is sung by Pankaj Udhas from Nabeel (1989). The music of Sardi Ho Ya Garmi Ho Ghazal track is composed by Pankaj Udhas while the lyrics are penned by Mumtaz Rashid.

Main haadason se jaam ladata chala gaya
Hansta hansata peeta pilata chala gaya
Wo rafta rafta jaam pilate gaye mujhe
Main rafta rafta hosh mein aata chala gaya

Sardi ho ya garmi ho
Sardi ho ya garmi ho
Ya baarish ka mausam
Har mausam hain peene ka mausam
Har mausam hain peene ka mausam
Sasti ho ya mehangi ho jyada ho ya kam
Har mausam hain peene ka mausam
Har mausam hain peene ka mausam

bharatlyrics.com

Har pal sath nibhati hain
Har dukh ki ye saathi hain
Har pal sath nibhati hain
Har dukh ki ye saathi hain
Har dukh ki ye saathi hain
Ye jeena sikhalati hain
Main to saath rahegi apane
Khushiya ho ya gham
Har mausam hain peene ka mausam
Har mausam hain peene ka mausam
Sardi ho ya garmi ho
Sardi ho ya garmi ho
Ya baarish ka mausam
Har mausam hain peene ka mausam
Har mausam hain peene ka mausam

Duniya se ghabarana kyun
Logon se sharmana kyun
Duniya se ghabarana kyun
Logon se sharmana kyun
Logon se sharmana kyun
Maikhane mein na jana kyun
Khud bi piyenge layenge
Hum jabtak dum mein hai dum
Har mausam hain peene ka mausam
Har mausam hain peene ka mausam
Sardi ho ya garmi ho
Sardi ho ya garmi ho
Ya baarish ka mausam
Har mausam hain peene ka mausam
Har mausam hain peene ka mausam

Har ek shaam adhuri hain
Main se kyun ye doori hain
Har ek shaam adhuri hain
Main se kyun ye doori hain
Mai se kyun ye doori hain
Kaisi ye majboori hai
Rashid aakhir na peene ki
Kyun khaaye kasam
Har mausam hain peene ka mausam
Har mausam hain peene ka mausam

Sardi ho ya garmi ho
Sardi ho ya garmi ho
Ya baarish ka mausam
Har mausam hain peene ka mausam
Har mausam hain peene ka mausam
Sasti ho ya mehangi ho jyada ho ya kam
Har mausam hain peene ka mausam
Har mausam hain peene ka mausam
Har mausam hain peene ka mausam
Har mausam hain peene ka mausam.

Sardi Ho Ya Garmi Ho Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download