Waqt Ki Baat Hai Lyrics - Pankaj Udhas

Waqt Ki Baat Hai lyrics, the song is sung by Pankaj Udhas from Nabeel (1989). Waqt Ki Baat Hai Ghazal soundtrack was composed by Pankaj Udhas with lyrics written by Mumtaz Rashid.

Waqt se waqt ki kyaa shikayat kare
Waqt hi naa raha waqt ki baat hain
Waqt se waqt ki kyaa shikayat kare
Waqt hi naa raha waqt ki baat hain
Usne dekha mujhe usne chaha mujhe
Usne thukra diya waqt ki baat hain
Waqt se waqt ki kyaa shikayat kare
Waqt hi naa raha waqt ki baat hain

Koi mushkil padi koi kaam aa gaya
Zehen mein uske jo mera naam aa gaya
Koi mushkil padi koi kaam aa gaya
Zehen mein uske jo mera naam aa gaya
Zehen mein uske jo mera naam aa gaya
Baad muddat ke woh dosto ki tarah
Humse haske milla waqt ki baat hain
Waqt se waqt ki kyaa shikayat kare
Waqt hi naa raha waqt ki baat hain

bharatlyrics.com

Zindagi humse anjaan ho gayi
Ek rishtey ki pehchaan toho gayi
Zindagi humse anjaan ho gayi
Ek rishtey ki pehchaan toho gayi
Zindagi humse anjaan ho gayi
Ek rishtey ki pehchaan toho gayi
Ek rishtey ki pehchaan toho gayi
Koi chahat na thii bas mudavat thi woh
Khud ko samjha liya waqt ki baat hain
Waqt se waqt ki kyaa shikayat kare
Waqt hi naa raha waqt ki baat hain

Apna range mohabbat hain sabse juda
Koi puchhe to rashid kahun aur kyaa
Apna range mohabbat hain sabse juda
Koi puchhe to rashid kahun aur kyaa
Koi puchhe to rashid kahun aur kyaa
Jisko paaya nahin usko khokar bhi main
Kyun usi ka raha waqt ki baat hain
Waqt se waqt ki kyaa shikayat kare
Waqt hi naa raha waqt ki baat hain

Usne dekha mujhe usne chaha mujhe
Usne thukra diya waqt ki baat hain
Waqt se waqt ki kyaa shikayat kare
Waqt hi naa raha waqt ki baat hain
Waqt hi naa raha waqt ki baat hain
Waqt hi naa raha waqt ki baat hain.

Waqt Ki Baat Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download