Shagufta (Title) Lyrics - Pankaj Udhas

Shagufta (Title) lyrics, the song is sung by Pankaj Udhas from Shagufta (1988). The music of Shagufta (Title) Ghazal track is composed by Pankaj Udhas while the lyrics are penned by .

Kaliyo jaisa rang shagufta,
Phoolo jaisi kaaya hain
Kaliyo jaisa rang shagufta,
Phoolo jaisi kaaya hain
Neende udd gayi sab logon ki
Neende udd gayi sab logon ki
Jab se woh shehar mein aaya hain
Jab se woh shehar mein aaya hain
Kaliyo jaisa rang shagufta

Usake chehre ki narmi se
Phool javani maange
Usaki roshan aankhon se
Raate bhi kahaani maange
Chalane kaa andaaj hain
Woh mauje bhi rawaani maange
Sab ki aankhon mein
Woh rangin sapana
Bankar chhaaya hain
Neende udd gayi sab logon ki
Jab se woh shehar mein aaya hain
Jab se woh shehar mein aaya hain
Kaliyo jaisa rang shagufta

Logon kaa toh kaam hai
Yeh sholo ko hawa dete hain
Chhoti chhoti baato kaa
Afsaana bana dete hain
Woh jis raste se bhi gujare,
Usako sada dete hain
Woh ghar se kam hi nikale,
Yeh hamne use samjhaaya hain
Neende udd gayi sab logon ki
Jab se woh shehar mein aaya hain
Jab se woh shehar mein aaya hain
Kaliyo jaisa rang shagufta

Mere haatho mein hain
Jaise usake haatho ki khushboo
Meri tanhaayi mein
Jaise usaki baato ki khushboo
Mere shero mein hain jaise
Usaki saanso ki khushboo
Usake liye hain ghajale
Nazame shair jisane banaaya hain
Neende udd gayi sab logon ki
Jab se woh shehar mein aaya hain,
Jab se woh shehar mein aaya hain

bharatlyrics.com

Kaliyo jaisa rang shagufta,
Phoolo jaisi kaaya hain
Neende udd gayi sab logon ki
Neende udd gayi sab logon ki
Jab se woh shehar mein aaya hain
Jab se woh shehar mein aaya hain
Kaliyo jaisa rang shagufta
Kaliyo jaisa rang shagufta
Kaliyo jaisa rang shagufta.

Shagufta (Title) Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download