Taar Bijli Lyrics - Sharda Sinha

Taar Bijli lyrics, the song is sung by Sharda Sinha from Gangs Of Wasseypur 2 (2012). Taar Bijli soundtrack was composed by Sneha Khanwalkar with lyrics written by Varun Grover.

Taar bijli se, taar bijli se
Taar bijli se patley hamaare piya
Taar bijli se patley hamaare piya
Oh ri saasu bata tune yeh kya kiya
Oh ri saasu bata tune yeh kya kiya
Taar bijli se patley hamaare piya
Taar bijli se patley hamaare piya
Oh ri saasu bata tune yeh kya kiya
Oh ri saasu bata tune yeh kya kiya
Sukhke ho gaye hai chuhaarey piya…
Sukhke ho gaye hai chuhaarey piya
Bechare piya sab haare piya
Kuch khaate nahi hain hamaare piya
Kuch khaate nahi hain hamaare piya
Kuch khaate nahi hain hamaare piya
Oh ri saasu bata tune yeh kya kiya
Oh ri saasu bata tune yeh kya kiya
Taar bijli se ..oye
Taar bijli se ..aaye haye
Taar bijli se patley hamaare piya
Taar bijli se patley hamaare piya

Khaatey dhaturaji sutley hamaare piya
Maara dhakka na uthley dulaare piya
Khaatey dhaturaji sutley hamaare piya
Maara dhakka na uthley dulaare piya
Oh re bapu bata tune yeh kya biya
Oh re bapu bata tune yeh kya biya
Yeh kya biya tune yeh kya biya
Gulaabi chacha ke..
Gulaabi chacha ki kyaari mein kaanta bhara
Gulaabi chacha ki kyaari mein kaanta bhara
Na idhar na udhar kisi haare piya
Na idhar na udhar kisi haare piya
Taar bijli se patley
Patley patley patley
Taar bijli se patley hamaare piya
Taar bijli se patley hamaare piya
Hamaare piya..

Ghup andhera mein chaltey dulaare piya
Ghup andhera mein chaltey dulaare piya
Zindagi kol bhari khoob pani bhara
Arey chapra ke babuji yeh kya kiya
Loknayak jalaye yeh kaisa diya
Arey chapra ke babuji yeh kya kiya
Loknayak jalaye yeh kaisa diya
Bhaav koyala ke dikley
Bhaav koyala ke dikley
Dihaari piya nihaari piya bihaari piya
Mhaarey dupke hai phootey phuaare piya
Mhaarey dupke hai phootey phuaare piya
Phuaare phuaare phuaare piya
Haan phuaare phuaare phuaare piya
Taar bijli se patley hamaare piya
Taar bijli se patley hamaare piya
Oh ri saasu bata tune yeh kya kiya
Oh ri saasu bata tune yeh kya kiya

bharatlyrics.com

Taar bijli se ..taar bijli se
Taar bijli se patley hamaare piya
Taar bijli se patley hamaare piya
Oh ri saasu bata tune yeh kya kiya
Oh ri saasu bata tune yeh kya kiya

Taar bijli se patley hamaare piya
Taar bijli se patley hamaare piya
Oh re bhauji bata tune yeh kya kiya
Oh re baapu bata tune yeh kya kiya
Oh re chacha bata tune yeh kya kiya
Loknayak bata tune yeh kya kiya
Janayak bata tune yeh kya kiya
Baba saheb bata tune yeh kya kiya

Taar bijli se patley hamaare piya
Haan hamaare piya..dulaare piya
Oh ri saasu bata tune yeh kya kiya
Taar bijli se patley hamaare piya
Taar bijli se patley hamaare piya.

Taar Bijli Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download