Tera Ghum Mera Ghum Lyrics - Hariharan, Kavita Krishnamurthy

Tera Ghum Mera Ghum lyrics, the song is sung by Hariharan, Kavita Krishnamurthy from Ghulam-E-Musthafa (1997). Tera Ghum Mera Ghum Love soundtrack was composed by Rajesh Roshan with lyrics written by Anand Bakshi.

Tera ghum mera ghum ek jaisa sanam
Tera ghum mera ghum ek jaisa sanam
Hum dono kee ek kahani
Aaja lag ja gale dil jani
Tera ghum mera ghum ek jaisa sanam
Hum dono kee ek kahani
Aaja lag ja gale dil jani
Tera ghum mera ghum ek jaisa sanam

bharatlyrics.com

Main achhee buree jaisee bhi hoon
Tu achha bura jaisa bhee hain
Main teree hoon kaisi bhi hoon
Tu meraa hain kaisa bhi hain
Tu meraa hain kaisa bhi hain
Tera ghum mera ghum ek jaisa sanam
Tera ghum mera ghum ek jaisa sanam
Ham dono kee ek kahani
Aaja lag ja gale dil jani
Tera ghum mera ghum ek jaisa sanam

Tute huye dil kee kashtee ko
Tufan mein kinara mil jaye
Tu tham le mera hath agar
Dono ko sahara mil jaye
Dono ko sahara mil jaye
Tera ghum mera ghum ek jaisa sanam
Tera ghum mera ghum ek jaisa sanam
Ham dono kee ek kahani
Aaja lag ja gale dil jani
Tera ghum mera ghum ek jaisa sanam.

Tera Ghum Mera Ghum Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download