Tera Khayaal Lyrics - Ahmed Hussain, Mohammed Hussain

Tera Khayaal lyrics, the song is sung by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain from Soulful Ghazals (2013). Tera Khayaal Ghazal soundtrack was composed by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain with lyrics written by Waali Aasi.

Tera khayaal bhi dil
Se koi juda na kare
Tera khayaal bhi dil
Se koi juda na kare
Main tujhko bhul ke
Zinda rahun khuda na kare
Tera khayaal bhi

Rahega saath tera
Pyaar zindagi ban kar
Rahega saath tera
Pyaar zindagi ban kar
Ye aur baat meri zindagi
Waffa na kare
Main tujhko bhul ke
Zinda rahun khuda na kare
Tera khayaal bhi

Ye thik hain nahi marta
Koi judaai mein
Ye thik hain nahi marta
Koi judaai mein
Khuda kisi ko kisi se
Magar juda na kare
Main tujhko bhul ke zinda
Rahun khuda na kare
Tera khayaal bhi

bharatlyrics.com

Suna hain usko mohabbat
Duaae deti hain
Suna hain usko mohabbat
Duaae deti hain
Jo dil pe chot to khaaye
Magar gilla na kare
Main tujhko bhul ke zinda
Rahun khuda na kare
Tera khayaal bhi.

Tera Khayaal Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download