Tu Kya Payaar Karega Lyrics - Anuradha Paudwal

Tu Kya Payaar Karega lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal from Sahibaan (1993). Tu Kya Payaar Karega Love soundtrack was composed by Hariprasad Chaurasia, Shivkumar Sharma with lyrics written by Anand Bakshi.

Ja bekadar o bedardi oy bekhabar
Ja bekadar o bedardi oy bekhabar
Tu kya pyaar karega pyaar maine kiya
Aag ke iss dariya ko par maine kiya
Aag ke iss dariya ko par maine kiya
Tu kya pyaar karega pyaar maine kiya
Aag ke iss dariya ko par maine kiya

bharatlyrics.com

Prit nahi kal paraso ki,
Pyaas hai athara baraso ki
Prit nahi kal paraso ki,
Pyaas hai athara baraso ki
Aaj gila yeh pahali baar maine kiya
Aag ke iss dariya ko par maine kiya
Tu kya pyaar karega pyaar maine kiya
Aag ke iss dariya ko par maine kiya

Ik roj teraa dil dolega,
Do bol tu mithe bolega
Ik roj teraa dil dolega,
Do bol tu mithe bolega
Teraa kitna intjaar maine kiya
Aag ke iss dariya ko par maine kiya
Tu kya pyaar karega pyaar maine kiya
Aag ke iss dariya ko par maine kiya

Hontho pe tere chup ke taale,
Haatho pe mere dard ke chhaale
Hontho pe tere chup ke taale,
Haatho pe mere dard ke chhaale
Pyaar mein gussa pahali baar maine kiya
Aag ke iss dariya ko par maine kiya
Tu kya pyaar karega pyaar maine kiya
Aag ke iss dariya ko par maine kiya

Tu kuchh bhi kahale kahane ko,
Iss dil mein tere rahane ko
Tu kuchh bhi kahale kahane ko,
Iss dil mein tere rahane ko
Chhota sa ik ghar taiyaar maine kiya
Aag ke iss dariya ko par maine kiya
Tu kya pyaar karega pyaar maine kiya
Aag ke iss dariya ko par maine kiya
Aag ke iss dariya ko par maine kiya
Aag ke iss dariya ko par maine kiya.

Tu Kya Payaar Karega Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download