Tumko Janam Jane Jaha Lyrics - Sadhana Sargam

Tumko Janam Jane Jaha lyrics, the song is sung by Sadhana Sargam from Teenmoti (1995). Tumko Janam Jane Jaha Romantic soundtrack was composed by Dilip Sen, Kumar Sanu, Sameer Sen with lyrics written by Nawab Arzoo.

Tumko janam jaane
Jaha jaaneman jan liya
Aankho ne kiya dil ka sauda
Aankho ne kiya dil ka sauda
Aur hamne maan liya
Tumko janam jaane
Jaha jaaneman jan liya
Aankho ne kiya dil ka sauda
Aankho ne kiya dil ka sauda
Aur hamne maan liya
Tumko janam jaane
Jaha jaaneman jan liya

bharatlyrics.com

Lakho mein tumko mein
Maine hi chun liya
Milke do dhadke dil
Sapne chun liya
Sagar mein koi lahar
Jaise lahraye
Main tujhme kho jau
Mera dil chahe
Is teri ada ne jaane
Wafa mera iman liya
Tumko janam jaane
Jaha jaaneman jan liya

Bin tere aaye na chain mujhe sajan
Jaane kaha le jaye ye deewanapan
Mausam bhi deewana
Hum tum deewane
Pal bhar mein ek hue do dil anjaane
Tujhe pahli nazar mein jaane jigar
Hamne pahchan liya
Tumko janam jaane
Jaha jaaneman jan liya
Aankho ne kiya dil ka sauda
Aankho ne kiya dil ka sauda
Aur hamne man liya
Tumko janam jaane
Jaha jaaneman jan liya
Aankho ne kiya dil ka sauda
Aankho ne kiya dil ka sauda
Aur hamne man liya
Tumko janam jaane
Jaha jaaneman jan liya.

Tumko Janam Jane Jaha Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download