Yeh Aankhein Hain Aaina Lyrics - Alka Yagnik, Kumar Sanu

Yeh Aankhein Hain Aaina lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu from Stuntman (1994). Yeh Aankhein Hain Aaina Love soundtrack was composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod with lyrics written by Sameer.

Izhaar karti hain deewangi kaa
Izhaar karti hain deewangi kaa
Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka
Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka
Koi dil churaye na aise kisi kaa
Koi dil churaye na aise kisi kaa
Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka
Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka

Meri jaan ulfat ke sapane sajake
Jara dekh lo mujhko palke utha ke
Meri jaan ulfat ke sapane sajake
Jara dekh lo mujhko palke utha ke
Na jaao meri bekaraari badhake
Ke aaya hain mausam sanam dosti kaa
Ke aaya hain mausam sanam dosti kaa
Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka
Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka

bharatlyrics.com

Salaame mohabbat suboh shyaam aaya
Nigahon se chahat ka pigaam aaya
Salaame mohabbat suboh shyaam aaya
Nigahon se chahat ka pigaam aaya
Ishara dilo ke bade kaam aaya
Ikaraar karti hain dil ki lagi kaa
Ikaraar karti hain dil ki lagi kaa
Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka
Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka

Izhaar karti hain deewangi kaa
Koi dil churaye na aise kisi kaa
Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka
Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka
Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka
Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka.

Yeh Aankhein Hain Aaina Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download