Yeh Alag Baat Hai Saqi Lyrics - Pankaj Udhas

Yeh Alag Baat Hai Saqi lyrics, the song is sung by Pankaj Udhas from Rooh-E-Sharab (2003). The music of Yeh Alag Baat Hai Saqi Ghazal track is composed by Pankaj Udhas while the lyrics are penned by .

Jab chala hain to mere saqiya
Diyon jaam mujhe
Jab chala hain to mere saqiya
Diyon jaam mujhe
Din chale raat chale
Subah chale shaam chale
Kaarobare maikhana to
Bandh hain saqi
Tu nigahon se peela de to
Mera kaam chale

Yeh alag baat hai saqi
Ke mujhe hosh nahi
Yeh alag baat hai saqi
Ke mujhe hosh nahi
Hosh itana hain ke main
Tujhse faramosh nahi
Yeh alag baat hai saqi
Ke mujhe hosh nahi
Hosh itana hain ke main
Tujhse faramosh nahi
Yeh alag baat hai saqi
Ke mujhe hosh nahi

Main teri mast nigahi ka
Bharam rakha loonga
Main teri mast nigahi ka
Bharam rakha loonga
Hosh aaye to bhi kehdunga
Mujhe hosh nahi
Hosh aaye to bhi kehdunga
Mujhe hosh nahi
Hosh itana hain ke main
Tujhse faramosh nahi
Yeh alag baat hai saqi
Ke mujhe hosh nahi

bharatlyrics.com

Yaad itana hain ke pohchaa
Dare maikhane tak
Yaad itana hain ke pohchaa
Dare maikhane tak
Yaad itana hain ke pohchaa
Dare maikhane tak
Kyaa kahoon aage ke
Aage ka mujhe hosh nahi
Kyaa kahoon aage ke
Aage ka mujhe hosh nahi
Hosh itana hain ke main
Tujhse faramosh nahi
Yeh alag baat hai saqi
Ke mujhe hosh nahi

Kabhi unn madbhari aankhon se
Peeya thaa ik jaam
Madbhari aankhon se
Peeya thaa ik jaam
Madbhari..madbhari..
Madbhari…madbhari…
Madbhari aankhon se
Peeya thaa ik jaam
Kabhi unn madbhari aankhon se
Peeya thaa ik jaam
Aaj tak hosh nahi hosh nahi hosh nahi
Aaj tak hosh nahi hosh nahi hosh nahi
Hosh itana hain ke main
Tujhse faramosh nahi
Yeh alag baat hai saqi
Ke mujhe hosh nahi
Yeh alag baat hai saqi
Ke mujhe hosh nahi
Ke mujhe hosh nahi
Ke mujhe hosh nahi.

Yeh Alag Baat Hai Saqi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download