Yeh Kismat Hain Kya Lyrics - Mohammed Aziz

Yeh Kismat Hain Kya lyrics, the song is sung by Mohammed Aziz from Ghar Ka Chiraag (1989). Yeh Kismat Hain Kya Sad soundtrack was composed by Bappi Lahiri with lyrics written by Anjaan, Sikander Bharti.

Har dua ek baddua kyu
Kyun ban gayi pal mein yaha
Bewafa kismat bhi
Uth gaya sar se hath ma
Yeh kismat hai kya janta hain wahin
Zamane mein hain jiski kismat boori

bharatlyrics.com

Aadmi khud ko insa bana na saka
Apni kismat nayega kya aadmi
Yeh kismat hain kya janta hain wahin
Zamane mein hain jiski kismat boori

Yeh kismat hain karti ajab faisle
Yaha milke sab kuch bhi kuch na mile
Bhatkti hai yu dar badar zindagi
Ke marke bhi insa mar na sake
Yeh kismat hain kya janta hain wahin
Zamane mein hain jiski kismat boori

Ek thokar lagi tuta sara nasha
Ab jana kaha kuch nahi hai pata
Lake kismat ne chhoda hai kis mod par
Jo musafir tha khud ban gaya rashta
Yeh kismat hain kya janta hai wahi
Zamane mein hain jiski kismat boori
Aadmi khud ko insa bana na saka
Apni kismat bnayega kya aadmi.

Yeh Kismat Hain Kya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download