Zamaana Deewana Ho Gaya Lyrics - Sapna Mukherjee, Vinod Rathod

Zamaana Deewana Ho Gaya lyrics, the song is sung by Sapna Mukherjee, Vinod Rathod from Zamaana Deewana (1995). The music of Zamaana Deewana Ho Gaya Masti track is composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod while the lyrics are penned by Sameer.

Arre baarudo ke mausam mein sab
Karane lage phulon ki baat
Aag ke jalate dariya par
Phir hone lagi rimzim barsaat
Tham gayi hai nafrat ki aandhi
Arre aalam sara hai khushhaal
Saanson mein hai preet ki sargam
Tan soni te mann mahiwal
Aji kya kaha
Dhundhte rah jaoge
Kya aji dhundhte rah jaoge
Pyar me har koi kho gaya
Zamaana deewana ho gaya
Zamaana deewana ho gaya
Pyar me har koi kho gaya
Zamaana deewana ho gaya
Zamaana deewana ho gaya
Dil ke pahlu mein dil so gaya
Dil ke pahlu mein dil so gaya
Zamaana deewana ho gaya
Zamaana deewana ho gaya
Pyar me har koi kho gaya
Zamaana deewana ho gaya
Zamaana deewana ho gaya

In galiyo me bach ke
Rahna natkhat prem kumari
In galiyo me bach ke
Rahna natkhat prem kumari
Is basti me rahte hai
Sab ke sab prem pujari
Chatak matak ke mat chaliyo
Koi namak laga kar chakh lega
Chatkili chatak jawani ko
Jhat se ankhiyan me rakh lega
Sundar ladki hai jaha
Tandrusti hai waha
Tandrusti hai waha

bharatlyrics.com

Ho laila majnu se shirin farhaad se
Ho laila majnu se shirin farhaad se
Hara hai zamaana dil ki
Fariyad se, fariyad se
Dil bekhabar hai, dilkash
Safar hai, na koi darr hai
Sama ki baaho me he parwane

Sabka dil ishq me kho gaya
Zamaana deewana ho gaya
Zamaana deewana ho gaya
Dil ke pahlu mein dil so gaya
Dil ke pahlu mein dil so gaya
Zamaana deewana ho gaya
Zamaana deewana ho gaya

Zulm ki ye khanjar chalwaye
Kitne hitlar aaye
Zulm ki ye khanajr chalwaye
Kitne hitlar aaye
Par ishq me pagal deewano
Ko woh bhi rok na paye
Lahu dilo ka jab chahat ke
Rango me dhalta hai
Tab tab is duniya mein
Sundar tajmahal banta hai
Maine raag jo chhed
Mere raag ne jaadu kar diya
Mere raag ne jaadu kar diya

Arre kaise koi roke
Rasta toofano ka, toofano ka
Haan kaise koi roke
Rasta toofano ka, toofano ka
Vada kabhi tute nahi
Deewano ka, deewano ka
Hanske marenge,
Ulfat karenge, yeh na darenge
Milke likhenge naye afsane

Darne wala wo kal to gaya
Zamaana deewana ho gaya
Zamaana deewana ho gaya
Dil ke pahlu mein dil so gaya
Dil ke pahlu mein dil so gaya
Zamaana deewana ho gaya
Zamaana deewana ho gaya
Pyar me har koi kho gaya
Zamaana deewana ho gaya
Zamaana deewana ho gaya
Dil ke pahlu mein dil so gaya
Dil ke pahlu mein dil so gaya
Zamaana deewana ho gaya
Zamaana deewana ho gaya
Zamaana deewana ho gaya
Zamaana deewana ho gaya.

Zamaana Deewana Ho Gaya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download