Aadha Chand Aadhi Raat Lyrics - Jyoti

Aadha Chand Aadhi Raat lyrics, the song is sung by Jyoti from Kaun Sachcha Kaun Jhootha (1997). Aadha Chand Aadhi Raat Masti soundtrack was composed by Rajesh Roshan with lyrics written by Sameer.

Aadha chand aadhi raat hain
Chahat ki adhoori baat hain
Tune is tarha mujhko di sadaa
Main aa gayi main aa gayi saathiya o piya

Aadha chand aadhi raat hain
Chahat ki adhoori baat hain
Tune is tarha mujhko di sadaa
Main aa gayi main aa gayi saathiya o piya

Jo aaj hain toh kal nahin lamha ye pyaar ka
Kis ko pataa ke kab kahaan hona pada judaah
Jo aaj hain toh kal nahin lamha ye pyaar ka
Kis ko pataa ke kab kahaan hona pada judaah
Lag jaaye yun gale yeh pal na dhale
Main aa gayi main aa gayi saathiya o piya

bharatlyrics.com

Kaise dilaun main yakeen mujhko zara bataa
Teri main sirf teri tujhko nahin pataa
Kaise dilaun main yakeen mujhko zara bataa
Teri main sirf teri tujhko nahin pataa
Duniya chhod ke rashmein tod ke
Main aa gayi main aa gayi saathiya o piya
Aadha chand aadhi raat hain
Chahat ki adhoori baat hain
Tune is tarha mujhko di sadaa
Main aa gayi main aa gayi saathiya o piya.

Aadha Chand Aadhi Raat Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download