Aayi Aayi Musibat Aayi Lyrics - Manju Das

Aayi Aayi Musibat Aayi lyrics, the song is sung by Manju Das from Chand (1944). The music of Aayi Aayi Musibat Aayi Playful track is composed by Bhagatram Batish, Husnlal Batish while the lyrics are penned by Qamar Jalalabadi.

Aayi aayi musibat aayi
Ho aayi musibat aayi
Musafir bhag chalo
Ho musafir bhag chalo
Aayi aayi musibat aayi
Ho aayi musibat aayi
Musafir bhag chalo
Ho musafir bhag chalo

bharatlyrics.com

Jab nikle the hum ghar se
Kaha dil ne wo moti barse
Haye kaha dil ne wo moti barse
Jab nikle the hum ghar se
Kaha dil ne wo moti barse
Haye kaha dil ne wo moti barse
Ye to gham ki ghata hai chayi
Ye to gham ki ghata hai chayi
Musafir bhag chalo
Musafir bhag chalo

Aankhe aansoo se bhari
Jeb magar khali hai
Hum garibo ka zamane mein
Khuda wali hai
Dil amiro ka
Taqdeer mein kangali hai
Aaj ghar apna
Kiraye pe bhi khali hai
Hui apni khub safai
Ho huyi apni khub safai
Musafir bhag chalo
Musafir bhag chalo
Aayi aayi musibat aayi
Aayi aayi musibat aayi
Musafir bhag chalo
Ho musafir bhag chalo
Aayi aayi musibat aayi.

Aayi Aayi Musibat Aayi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download