Watan Se Chala Hai Lyrics - G. M. Durrani, Manju Das

Watan Se Chala Hai lyrics, the song is sung by G. M. Durrani, Manju Das from Chand (1944). Watan Se Chala Hai Patriotic soundtrack was composed by Bhagatram Batish, Husnlal Batish with lyrics written by Qamar Jalalabadi.

Watan se chala hai watan ka sipahi
Watan se chala hai watan ka sipahi
Watan se chala hai watan ka sipahi
Wo nare lagata hua
Wo jhande udata hua
Wo nare lagata hua
Wo jhande udata hua
Karega ye ab dushmano ki tabahi
Karega ye ab dushmano ki tabahi
Watan se chala hai watan ka sipahi
Watan se chala hai watan ka sipahi
Watan se chala hai watan ka sipahi

Krishan ka ye paygam zinda karega
Krishan ka ye paygam zinda karega
Ye pratap ka naam zinda karega
Ye pratap ka naam zinda karega
Rukega na hargiz junoo ka sipahi
Rukega na hargiz junoo ka sipahi
Watan se chala hai watan ka sipahi
Watan se chala hai watan ka sipahi
Watan se chala hai watan ka sipahi

Ye babar ki shamsheer lekar chala hai
Ye babar ki shamsheer lekar chala hai
Ye akbar ki takdir lekar chala hai
Ye akbar ki takdir lekar chala hai
Jidhar iska nigah udhar badshahi
Jidhar iska nigah udhar badshahi
Watan se chala hai watan ka sipahi
Watan se chala hai watan ka sipahi
Watan se chala hai watan ka sipahi

bharatlyrics.com

Abhi yaad hoga abhinyu veer
Abhi yaad honge wo luv kush ke teer
Abhi yaad hoga abhinyu veer
Abhi yaad honge wo luv kush ke teer
Humayu ne mara tha
Bachpan mein sher
Humayu ne mara tha
Bachpan mein sher
Hum bhi bahadur hum bhi diler
Hum bhi bahadur hum bhi diler
Dil bhi bada aur chhota hai rahi
Dil bhi bada aur chhota hai rahi
Watan se chala hai watan ka sipahi
Watan se chala hai watan ka sipahi
Watan se chala hai watan ka sipahi.

Watan Se Chala Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download