Aye Chand Bata Mujhko Lyrics - G. M. Durrani, Zeenat Begum

Aye Chand Bata Mujhko lyrics, the song is sung by G. M. Durrani, Zeenat Begum from Chand (1944). Aye Chand Bata Mujhko Love, Romantic soundtrack was composed by Bhagatram Batish, Husnlal Batish with lyrics written by Qamar Jalalabadi.

Aye chand bata mujhko
Aye chand bata mujhko
Kya isi ka naam hai pyar
Kya isi ka naam hai pyar
Kis pardesi ne chhedi hai
Kis pardesi ne chhedi hai
Mere man ki tar
Aye chand bata mujhko
Aye chand bata mujhko
Kya isi ka naam hai pyar

Dil mein mitha dard utha
Dil mein mitha dard utha
Jab aankhe huyi thi char
Dil mein mitha dard utha
Jab aankhe huyi thi char
Aasha kahti hai chal pagli
Aasha kahti hai chal pagli
Door door kisi gaao
Kya isi ka naam hai pyar
Aye chand bata mujhko
Aye chand bata mujhko
Kya isi ka naam hai pyar

bharatlyrics.com

Chand ko dekhe raj kumari
Chand ko dekhe raj kumari
Chand ko dekhe chand
Chand ko dekhe chand
Dekha usne chand jo mera
Dekha usne chand jo mera
Chand ho gaya maar
Wo gaya bechara haar
Wo gaya bechara haar
Aye chand bata mujhko
Aye chand bata mujhko
Kya isi ka naam hai pyar

Dil chuna hai jis piya se
Dil chuna hai jis piya se
Jeena tha bekar
Dil ko na tha sukh ki aankhe
Jeena tha bekar
Naya jeevan dekar tune
Naya jeevan dekar tune
Badal diya sansar
Kya isi ka naam hai pyar
Aye chand bata mujhko
Aye chand bata mujhko
Kya isi ka naam hai pyar.

Aye Chand Bata Mujhko Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download