Agar Pyar Na Kiya Lyrics - Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu

Agar Pyar Na Kiya lyrics, the song is sung by Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu from Jeeo Shaan Se (1997). Agar Pyar Na Kiya Romantic soundtrack was composed by Satish Bhatia with lyrics written by Shyam.

Agar pyar na kiya to
Phir kya kiya sanam
Agar pyar na kiya to
Phir kya kiya sanam
Agar pyar na kiya to
Phir kya kiya sanam
Dil ye kisi ko na diya
Dil ye kisi ko na diya
To phir kya diya sanam
Agar pyar na kiya to
Phir kya kiya sanam
Agar pyar na kiya to
Phir kya kiya sanam

bharatlyrics.com

Ye betabi ki khushbu mein
Hai jo nasha
Ye betabi ki khushbu mein
Hai jo nasha
Wo dil walo ko
Matwalo ko hai bas pata
Baho mein leke apne sajan ko
Jo duniya mein na jiya
To phir kya jiya sanam
Agar pyar na kiya to
Phir kya kiya sanam
Agar pyar na kiya to
Phir kya kiya sanam

Ye deewanapan dil har ke hi mile
Ye deewanapan dil har ke hi mile
Ye madhoshi to ja war ke hi mile
Dub ke dilbar ki sanso mein
Jisne maza na liya
To phir kya liya sanam
Agar pyar na kiya to
Phir kya kiya sanam.

Agar Pyar Na Kiya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download