Barsaat Ke Din Aaye Lyrics - Alka Yagnik, Kumar Sanu

Barsaat Ke Din Aaye lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu from A Sublime Love Story: Barsaat (2005). The music of Barsaat Ke Din Aaye Love, Rain track is composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod while the lyrics are penned by Sameer.

Barsaat ke din aaye
Mulaqat ke din aaye
Betaabiyon ke
Sharaare beetche hain
Yeh saawan ki
Rimjhim jhadi hain
Kadam bekhudi mein
Behakne lage hain
Yeh madhoshiyon
Ki ghadi hain
Barsaat ke din aaye
Mulaqat ke din aaye
Hum soch mein the jinke
Us raat ke din aaye
Barsaat ke din aaye
Barsaat ke din aaye
Jalte rahe hum khayalo ke
Lau se sahi humne barso judaai
Cham cham barasti suhani
Ghata ne ajab si agan hain lagai
Barsaat ke din aaye
Mulaqat ke din aaye
Hum soch mein the jinke
Us raat ke din aaye
Barsaat ke din aaye
Barsaat ke din aaye

Na tum hosh mein ho
Na hum hosh mein hain
Behak jaaye na
Tum sambhalo hamein
Gujarish yahi hain tamannao ki
Sanam baajuo mein tha lo humein
Jasbaat ke din aaye
Mulaqat ke din aaye
Hum soch mein the
Jinke us raat ke din aaye
Barsaat ke din aaye
Barsaat ke din aaye

Deewani deewani
Jawani mastani
Garm saanson
Mein toofan hain
Deewana deewana
Sama hain deewana
Jara si chahat bhi
Beimaan hain

bharatlyrics.com

Dhua sa uthe hain
Kahi jism se
Kaho baadlo se
Baraste rahe
Saha jaaye na yeh
Judaai ka gum
Bhala kab talak
Hum taraste rahey
Baraat ke din aaye
Mulaqat ke din aaye
Hum soch mein the jinke
Us raat ke din aaye
Barsaat ke din aaye
Barsaat ke din aaye
Barsaat ke din aaye.

Barsaat Ke Din Aaye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download