Bikharati Zulf Ki Parchhaiyan Lyrics - Ustad Ghulam Ali

Bikharati Zulf Ki Parchhaiyan lyrics, the song is sung by Ustad Ghulam Ali from Parchhaiyan (1997). The music of Bikharati Zulf Ki Parchhaiyan track is composed by Ustad Ghulam Ali while the lyrics are penned by Nazeer Akbarabadi.

Bikharati zulf ki
Bikharati zulf ki parchhaiyan mujhe de do
Bikharati zulf ki parchhaiyan mujhe de do
Tum apni shaam ki tanhaiyan mujhe de do
Bikharati zulf ki parchhaiyan mujhe de do
Tum apni shaam ki tanhaiyan mujhe de do
Bikharati zulf ki parchhaiyan mujhe de do

Ye lahar lahar badan tut hi na jaaye kahi
Ye lahar lahar badan tut hi na jaaye kahi
Ye lahar lahar badan tut hi na jaaye kahi
Khumaar e husn ki angdaiyan mujhe de do
Bikharati zulf ki parchhaiyan mujhe de do

Main tumko yaad karun aur tum chale aao
Main tumko yaad karun aur tum chale aao
Main tumko yaad karun aur tum chale aao
Mohabbato ki ye sachaiyan mujhe de do
Bikharati zulf ki parchhaiyan mujhe de do

bharatlyrics.com

Main dub jaaun tumhari udaas aankho me
Main dub jaaun tumhari udaas aankho me
Main dub jaaun tumhari udaas aankho me
Tum apne dard ki gehraaiyan mujhe de do
Bikharati zulf ki parchhaiyan mujhe de do
Tum apni shaam ki tanhaiyan mujhe de do
Bikharati zulf ki parchhaiyan mujhe de do.

Bikharati Zulf Ki Parchhaiyan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download