Dekhna Bhi To Unhe Door Se Lyrics - Ustad Ghulam Ali

Dekhna Bhi To Unhe Door Se lyrics, the song is sung by Ustad Ghulam Ali from Parchhaiyan (1997). Dekhna Bhi To Unhe Door Se Ghazal soundtrack was composed by Ustad Ghulam Ali with lyrics written by Maulana Hasrat Mohani.

Dekhna bhi to unhe door se dekha karna
Dekhna bhi to unhe door se dekha karna
Shewa e ishq nahi husn ko ruswa karna
Dekhna bhi to unhe door se dekha karna
Dekhna bhi to unhe door se dekha karna

Ik nazar hi teri kafi hai ki e rahate jaan
Ik nazar hi teri kafi hai ki e rahate jaan
Kuchh bhi dushwar na tha
Mujhko shaqe baad karna
Dekhna bhi to unhe door se dekha karna

Ik nazar hi
Teri nazar ke nishane badlte rehte hai
Teri nazar ke nishane badlte rehte hai
Yeh log tere bahane badlte rehte hai
Dekhna bhi to unhe door se dekha karna
Shewa e ishq nahi husn ko ruswa karna
Dekhna bhi to unhe door se dekha karna

bharatlyrics.com

Ik nazar hi teri kafi hai ki e rahate jaan
Ik nazar hi ik nazar hi
Teri kafi hai ki e rahate jaan
Kuchh bhi dushwar na tha
Mujhko shaqe baad karna
Dekhna bhi to unhe door se dekha karna

Unko yan adate aa lene de
Unko yan adate aa lene de aye abre bahar
Unko yan adate aa lene de aye abre bahar
Aye abre bahar
Unko yan adate aa lene de aye abre bahar
Jis tarah chahana phir baad mein barasa karna
Dekhna bhi to unhe door se dekha karna

Kuchh samajh mein nahi aata
Kuchh samajh mein nahi
Aata ke ye kya hai hasrat
Kuchh samajh mein nahi
Aata ke ye kya hai hasrat
Kuchh samajh mein nahi nahi nahi nahi nahi
Kuchh samajh mein nahi
Aata ke ye kya hai hasrat
Unse mil kar bhi na izhare e tamanna karna
Dekhna bhi to unhe door se dekha karna
Dekhna bhi to unhe door se dekha karna
Shewa e ishq nahi husn ko ruswa karna
Dekhna bhi to unhe door se dekha karna
Unko yan adate aa lene de aye abre bahar.

Dekhna Bhi To Unhe Door Se Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download