Ek Wada Hai Kisi Ka Jo Wafa Lyrics - Ustad Ghulam Ali

Ek Wada Hai Kisi Ka Jo Wafa lyrics, the song is sung by Ustad Ghulam Ali from Parchhaiyan (1997). Ek Wada Hai Kisi Ka Jo Wafa Ghazal soundtrack was composed by Ustad Ghulam Ali with lyrics written by Saghar Siddiqui.

Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi
Warna in tasro bhari raato mein kya hota nahi
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi

bharatlyrics.com

Jee mein aata hai ulat de
Unke chehare se naqaab
Jee mein aata hai ulat de
Unke chehare se naqaab
Hausala karate hai lekin hausala hota nahi
Warna in tsaro bhari raato mein kya hota nahi
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi

Shamma jiski aabru par jan de de jhum kar
Shamma jiski aabru par jan de de jhum kar
Wo patanga jal to jata hai fana hota nahi
Warna in tarso bhari raato mein kya hota nahi
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi

Ek muddat se rah o rasm e nazara band hai
Ek muddat se rah o rasm e nazara band hai
Ab to unka tur par bhi samana hota nahi
Warna in tasro bhari raato mein kya hota nahi
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi.

Ek Wada Hai Kisi Ka Jo Wafa Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download