Thahar Jaao Ke Hairani To Jaye Lyrics - Ustad Ghulam Ali

Thahar Jaao Ke Hairani To Jaye lyrics, the song is sung by Ustad Ghulam Ali from Parchhaiyan (1997). The music of Thahar Jaao Ke Hairani To Jaye Ghazal track is composed by Ustad Ghulam Ali while the lyrics are penned by Mohsin Bhopali.

Thahar jaao ke hairani to jaye
Thahar jaao ke hairani to jaye
Tumhari shaql pehchani to jaye
Thahar jaao ke hairani to jaye
Thahar jaao ke hairani to jaye

Shab e gham tu hi mehamaa ban ke aa jaa
Shab e gham tu hi mehamaa ban ke aa jaa
Shab e gham tu hi mehamaan ban ke aa jaa
Hamare ghar ki viraani to jaye
Hamare ghar ki viraani to jaye
Tumhari shaql pehchani to jaye
Thahar jaao ke hairani to jaye
Thahar jaao ke hairani to jaye

bharatlyrics.com

Zara khul kar bhi ro lene do hamko
Zara khul kar bhi ro lene do hamko
Zara khul kar bhi ro lene do hamko
Ki dil ki aag tak paani to jaye
Ki dil ki aag tak paani to jaye
Tumhari shaql pehchani to jaye
Thahar jaao ke hairani to jaye
Thahar jaao ke hairani to jaye

Bala se tod dalo aaino ko
Bala se tod dalo aaino ko
Bala se tod dalo aaino ko
Kisi surat ye hairani to jaye
Kisi surat ye hairani to jaye
Tumhari shaql pehchani to jaye
Thahar jaao ke hairani to jaye
Thahar jaao ke hairani to jaye.

Thahar Jaao Ke Hairani To Jaye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download