Chaanda Sitare Lyrics - Alka Yagnik, Udit Narayan

Chaanda Sitare lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan from Naseeb (1997). The music of Chaanda Sitare Dance, Happy track is composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod while the lyrics are penned by Sameer.

Chanda sitaare bindiya tumhari,
Poonam ki tum raat ho
Zulfe tumhari kaali ghata,
Tum saawan ki barsaat ho
Baagho me kaliya,
Kaliyo mein khushboo,
Khushboo ki tum baat ho
Main tumhare saath hoon zindagi bhar
Tum mere saath ho
Main tumhare saath hoon zindagi bhar
Tum mere saath ho

Aankhe meri bas dekhe tumhe,
Tum khwaabo ki baaraat ho
Honto pe nagame uname duwaaye,
Tum unaki saugata ho
Sine me chhota sa ek dil hai,
Tum usake jajbaat ho
Main tumhare saath hoon zindagi bhar
Tum mere saath ho
Main tumhare saath hoon zindagi bhar
Tum mere saath ho

bharatlyrics.com

Hasi hasi wadiya thaere zara jhumaloon
Mere laboose tere labo ko chumloon
Subah shyaam raat din
Mangati hoon ye duua
Kahi kisi mod pe kabhi hum na ho juda
Aisi mulaqaat ho
Main tumhare saath hoon zindagi bhar
Tum mere saath ho
Main tumhare saath hoon zindagi bhar
Tum mere saath ho

Khili khili dhup ho,
Jawaan jawaan shaam ho
Mere labon pe sanam,
Sirf teraa naam ho
Teraa hi khayal ho,
Teraa hi surur ho
Saajan tere pyaar kaa,
Maang mein sindur ho
Haatho me yeh haath ho
Main tumhare saath hoon zindagi bhar
Tum mere saath ho
Main tumhare saath hoon zindagi bhar
Tum mere saath ho

Chanda sitaare bindiya tumhari,
Poonam ki tum raat ho
Zulfe tumhari kaali ghata,
Tum saawan ki barsaat ho
Baagho mein kaliya,
Kaliyo mein khushboo,
Khushboo ki tum baat ho
Main tumhare saath hoon zindagi bhar
Tum mere saath ho
Main tumhare saath hoon zindagi bhar
Tum mere saath ho

Aankhe meri bas dekhe tumhe,
Tum khwaabo ki baaraat ho
Honto pe nagame uname duwaaye,
Tum unaki saugata ho
Sine me chhota sa ek dil hai,
Tum usake jajbaat ho
Main tumhare saath hoon zindagi bhar
Tum mere saath ho
Main tumhare saath hoon zindagi bhar
Tum mere saath ho.

Chaanda Sitare Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download