Dekha Hain Pehli Baar Lyrics - Alka Yagnik, S. P. Balasubrahmanyam

Dekha Hain Pehli Baar lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, S. P. Balasubrahmanyam from Saajan (1991). Dekha Hain Pehli Baar Happy soundtrack was composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod with lyrics written by Sameer.

Dekha hai pahali baar
Saajan ki aankhon mein pyar
Aab ja ke aaya mere
Bechain dil ko karaar
Dilbar tujhe milne ko
Kab se tha main bekaraar
Ab ja ke aaya mere
Bechain dil ko karaar
Dekha hai pahali baar
Saajan ki aankhon mein pyar
Aab ja ke aaya mere
Bechain dil ko karaar

Palkein jhukaun tujhe
Dil mein basaau
Ab bin tere main to
Kahi chain na paau
Palkein jhukaun
Tujhe dil mein basaau
Ab bin tere main to
Kahi chain na paau
Tu mera jigar hain
Tu meri nazar hain
Tu meri aarazu
Tu mera hamsafar hai
Dekha hai pahali baar
Saajan ki aankhon mein pyar
Aab ja ke aaya mere
Bechain dil ko karaar

bharatlyrics.com

Meri adaaye ye meri jawani
Bas tere liye hai ye meri zindagani
Meri adaaye ye meri jawani
Bas tere liye hai ye meri zindagani
Tu meri gazal hai tu mera tarana
A teri dhadkanon pe
Likh du dil ka fasana
Dekha hai pahali baar
Saajan ki aankhon mein pyar

Dekha hai pehli baar
Jaanam ki aankhon mein pyar
Tab ja ke aaya mere
Bechain dil ko karaar
Dilbar tujhe milne ko
Kab se thi main bekarar
Ab ja ke aaya mere
Bechain dil ko karar
Dekha hai pahali baar
Saajan ki aankhon mein pyar
Aab ja ke aaya mere
Bechain dil ko karaar.

Dekha Hain Pehli Baar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download