Dhoop Mein Niklo Ghataon Mein Lyrics - Jagjit Singh

Dhoop Mein Niklo Ghataon Mein lyrics, the song is sung by Jagjit Singh from Sajda (1991). Dhoop Mein Niklo Ghataon Mein Ghazal soundtrack was composed by Jagjit Singh with lyrics written by .

Dhoop mein niklo ghataaon
Mein naha kar dekho
Dhoop mein niklo ghataaon
Mein naha kar dekho
Zindagi  kya hai kitaabon
Ko hataakar dekho
Zindagi  kya hai kitaabon
Ko hataakar dekho

Wo sitaaraa chamakane
Do yunhi aankhon mein
Wo sitaaraa chamakane
Do yunhi aankhon mein
Kya zaroori hai use
Jism banaakar dekho
Kya zaroori hai use
Jism banaakar dekho

Pattharon mein bhi
Zubaan hoti hai dil hota hai
Pattharon mein bhi
Zubaan hoti hai dil hota hai
Apane ghar ke dar-o-di
Waar sajaakar dekho
Apane ghar ke dar-o-di
Waar sajaakar dekho

bharatlyrics.com

Faasilaa nazaron ka
Dhokhaa bhi  to ho saktaa hain
Faasilaa nazaron ka
Dhokhaa bhi  to ho saktaa hain
Wo mile ya na mile
Haath badhaakar dekho
O mile ya na mile
Haath badhaakar dekho
Dhoop mein niklo ghataaon
Mein naha kar dekho.

Dhoop Mein Niklo Ghataon Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *