Ek Aur Do Idhar Dekho Lyrics - Amit Kumar, Sapna Mukherjee

Ek Aur Do Idhar Dekho lyrics, the song is sung by Amit Kumar, Sapna Mukherjee from Insaaf Apne Lahoo Se (1994). The music of Ek Aur Do Idhar Dekho Dance track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Sameer.

Thodi si angrezi padh kar
Bhul gaye aukaat
Saare sabab bhula doon babu
Aye babu pade jo mera haath

Ek aur do idhar dekho
Teen aur chaar main hoon wo naar
Paanch aur chhe nigahon se
Saat aur aanth jigar do kaat
Ek aur do idhar dekho
Teen aur chaar main hoon wo naar
Paanch aur chhe nigahon se
Saat aur aanth jigar do kaat
Ek aur do idhar dekho

Hindustaani maa hain jinaki
Hindustaani baap
Desi bande raag bhi desi
Lekin rahe aalaap
Hindustaani maa hain jinaki
Hindustaani baap
Desi bande raag bhi desi
Lekin rahe aalaap
No aur das kamar lo kash
Haan karle do do haath
Ek aur do idhar dekho
Teen aur chaar main hoon wo naar
Paanch aur chhe nigahon se
Saat aur aanth jigar do kaat
Ek aur do idhar dekho

Dhan ki dhoon par naach rahein hain
Apne aur begaane
Iss nagari mein dil ke rishtey
Kaun bhala pehchaane
Dhan ki dhoon par naach rahein hain
Apne aur begaane
Iss nagari mein dil ke rishtey
Kaun bhala pehchaane
Aye ghayarah baarah main banjaara
Kahun par sachchi baat
Ek aur do idhar dekho
Teen aur chaar main hoon wo naar
Paanch aur chhe nigahon se
Saat aur aanth jigar do kaat

bharatlyrics.com

Ek aur do idhar dekho
Teen aur chaar main hoon wo naar
Paanch aur chhe nigahon se
Saat aur aanth jigar do kaat
Ek aur do idhar dekho.

Ek Aur Do Idhar Dekho Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download