Ek Do Teen Char Lyrics - Alisha Chinai, Sudesh Bhonsle

Ek Do Teen Char lyrics, the song is sung by Alisha Chinai, Sudesh Bhonsle from Garibon Ka Daata (1989). The music of Ek Do Teen Char Masti track is composed by Bappi Lahiri while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Kaan pakad chal dubki maar
Kaan pakad chal dubki maar
Ek do haan teen char
Are kaan pakad chal dubki maar
Phir na kabhi tu kisi se
Shararat karega
Bol karega haan karunga
Phir na kabhi tu kisi se
Shararat karega
Bol karega haan karunga
Ek do haan teen char
Chal kaan pakad are dubki maar

bharatlyrics.com

Dil tera deewana
Tere geet gayega
Gali gali mein dekh
Lena shor mach jayega
Apne mann ka bhed
Tu khol hi na payega
Tu kya kisi se bolega
Kuchh bol hi na payega
Dil tera deewana
Tere geet gayega
Gali gali mein dekh
Lena shor mach jayega
Apne mann ka bhed
Tu khol hi na payega
Tu kya kisi se bolega
Kuchh bol hi na payega
Munh par laga dungi tala
Munh par laga dungi tala
Phir na kabhi tu kisi se
Shikayat karega
Bol karega haan karunga
Ek do haan teen char
Chal kaan pakad are dubki maar

Apna dil khush karle
Lekin rakhna yaad tu
Ek din mere pyar mein
Tadapegi hoke barbad tu
Mera naam na lena
Aaj ke din ke baad tu
Aisa sabak sikhaungi
Tujhko rakhega yaad tu
Apna dil khush karle
Lekin rakhna yaad tu
Ek din mere pyar mein
Tadapegi hoke barbad tu
Mera naam na lena
Aaj ke din ke baad tu
Aisa sabak sikhaungi
Tujhko rakhega yaad tu
Phir na banega tu majnu
Phir na banega tu majnu
Phir na kabhi tu kisi se
Mohabbat karega
Jo bhi ho laila majnu se
Mohabbat karega
Kya karega wohi karunga
Kya karega pyar karunga
Kya kya kya kya
Pyar pyar pyar pyar pyar.

Ek Do Teen Char Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download