Hamse Khush Hai Zamana Lyrics - Naseem Akhtar

Hamse Khush Hai Zamana Lyrics - Naseem Akhtar

Hamse Khush Hai Zamana Lyrics - Naseem Akhtar

Hamse Khush Hai Zamana lyrics, the song is sung by Naseem Akhtar from Keemat (1946). Hamse Khush Hai Zamana Playful soundtrack was composed by Naushad Ali with lyrics written by Majrooh Sultanpuri.

Hamse khush hai zamana
Hamse khush hai zamana
Hamse khush hai zamana
Zamana khush hai zamana
Dard pehlu mein lakho chhupa kar
Aansoo peete huye muskura kar
Dard pehlu mein lakho chhupa kar
Aansoo peete huye muskura kar
Gaate hain ye tarana
Gaate hain ye tarana
Hamse khush hai zamana
Hamse khush hai zamana
Zamana khush hai zamana

Behri duniya se apni kahani
Kya kahe ho gayi chup jawaani
Behri duniya se apni kahani
Kya kahe ho gayi chup jawaani
Baaki hai har fasana
Baaki hai har fasana
Hamse khush hai zamana
Hamse khush hai zamana
Zamana khush hai zamana

bharatlyrics.com

Ye zamana sataat hai aey dil
Tujhko hans hans rulata hai aey dil
Ye zamana sataat hai aey dil
Tujhko hans hans rulata hai aey dil
Tu bhi isko rulana
Tu bhi isko rulana
Hamse khush hai zamana
Hamse khush hai zamana
Zamana khush hai zamana.

Hamse Khush Hai Zamana Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *