Phoonk Do Aa Ke Bhagwaan Lyrics - Amirbai Karnataki

Phoonk Do Aa Ke Bhagwaan lyrics, the song is sung by Amirbai Karnataki from Keemat (1946). The music of Phoonk Do Aa Ke Bhagwaan Pray track is composed by Naushad Ali while the lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri.

Phoonk do aa ke bhagwaan
Apna jaha phoonk do
Phoonk do aa ke bhagwaan
Apna jaha phoonk do
Bezabaanon ko jeena yaha hai mana
Apne aansu bhi peena yaha hai mana
Bezabaanon ko jeena yaha hai mana
Apne aansu bhi peena yaha hai mana
Hai mana hai mana chaak daaman
Bhi sina mana phoonk do phoonk do
Phoonk do aa ke bhagwaan
Apna jaha phoonk do

Thokare khaayen majburiyo
Chaar su pi gaya aadmi aadmi ka lahu
Thokare khaayen majburiyo
Chaar su pi gaya aadmi aadmi ka lahu
Chhup ho jaise chhup ho
Jaise sune ye nayi daasta
Phoonk do phoonk do phoonk do aa
Ke bhagwaan apna jaha phoonk do

bharatlyrics.com

Ye mahal ye nazaare ye ghar phoonk do
Ye mahal ye nazaare ye ghar phoonk do
Aao aakar aao aakar aao aakar
Ye saara phoonk do chaahiye
Chaahiye ik zameen ik naya aasman
Phoonk do phoonk do phoonk do aa
Ke bhagwaan apna jaha phoonk do.

Phoonk Do Aa Ke Bhagwaan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download