Chaand Ko Gale Se Lagaye Lyrics - Naseem Akhtar

Chaand Ko Gale Se Lagaye lyrics, the song is sung by Naseem Akhtar from Keemat (1946). The music of Chaand Ko Gale Se Lagaye Playful track is composed by Naushad Ali while the lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri.

Chaand ko gale se lagaye
Chaand ko gale se lagaye badarwa
Main nahin dekhun main nahin dekhun
Chaand ko gale se lagaye
Chaand ko gale se lagaye badarwa
Main nahin dekhun main nahin dekhun
Taare gagan ke phool chaman ke
Taare gagan ke phool chaman ke
Taare gagan ke phool chaman ke
Taare gagan ke phool chaman ke
Koi sharmaaye koi aankh jhapkaaye
Koi dekh muskaaye koi sharmaaye
Koi aankh jhapkaaye koi dekh muskaaye
Badarwa badarwa main nahin dekhun
Main nahin dekhun
Chaand ko gale se lagaye
Chaand ko gale se lagaye badarwa
Main nahin dekhun main nahin dekhun

bharatlyrics.com

Chaand jo ruthhe baadal manaaye
Chaand jo ruthhe baadal manaaye
Jhoom ke jaaye nahin laut ke aaye
Jooth muth behlaaye
Jhum ke jaaye nahin laut ke aaye
Jooth muth behlaaye badarwa badarwa
Main nahin dekhun main nahin dekhun
Chaand ko gale se lagaye
Chaand ko gale se lagaye badarwa
Main nahin dekhun main nahin dekhun.

Chaand Ko Gale Se Lagaye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *