Hum Ne To Lee Hai Kasam Lyrics - Alka Yagnik, Kumar Sanu

Hum Ne To Lee Hai Kasam lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu from Udhaar Ki Zindagi (1994). Hum Ne To Lee Hai Kasam Happy soundtrack was composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav with lyrics written by Sameer.

Hum ne to lee hai kasam
Daman na chhodenge hum
Hum ne to lee hai kasam
Daman na chhodenge hum
Tere liye zane wafa lenge
Hazaro zanam

Hum ne to lee hai kasam
Daman na chodenge hum
Hum ne to lee hai kasam
Daman na chodenge hum
Tere liye zane wafa lenge
Hazaro zanam

Hum ne to lee hai kasam
Daman na chhodenge hum
Hum ne to lee hai kasam
Daman na chhodenge hum
Is pyaar ki
Is preet ki ganga hamesha bahe
Hai yeh dua jodi teri yuhi
Salamat rahe

Humne to pyaar kiya hai
Wada so baar kiya hai
Humne to pyaar kiya hai
Wada so baar kiya hai
Khana kissi ka kabhi bhi na maane
Dil ki lagi ko deewane hi jane
Tere bina ab chain aaye kahi na
Ab to hume hai mohbbat mein jina
Chaiye khushi chaiye ho gum
Hogi yeh chahat na yeh kam

Hum ne to lee hai kasam
Daman na chodenge hum
Hum ne to lee hai kasam
Daman na chhodenge hum
Aashiq bane shaadi hui
Fir ban gaye mummy papa
Dada bane dadi bane
Par aaya na inpe budapa

Darde dil dard jigar ka
Yeh nata sari umar ka
Darde dil dard jigar ka
Yeh nata sari umar ka
Sang chalegi teri meri saanse
Saath gujarenge din ho ya raate
Milke likhenge wafa ki kahani
Yu hi kategi hansi zindgani
Honge juda kaise bhala
Hia jab talak dam mein dam

Hum ne to lee hai kasam
Daman na chhodenge hum
Hum ne to lee hai kasam
Daman na chhodenge hum
Tere liye zane wafa lenge
Hazaro zanam

bharatlyrics.com

Hum ne to lee hai kasam
Daman na chhodenge hum
Hum ne to lee hai kasam
Daman na chhodenge hum.

Hum Ne To Lee Hai Kasam Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download