Jam Jam Ke Mar Sanam Lyrics - Kavita Krishnamurthy, Sudesh Bhonsle

Jam Jam Ke Mar Sanam lyrics, the song is sung by Kavita Krishnamurthy, Sudesh Bhonsle from Humshakal (1992). Jam Jam Ke Mar Sanam Happy soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Majrooh Sultanpuri.

Laila o meri laila
Tera chhailaa
Dadu kaaliyan
Aye myunsipalti
Tu munh kyaa
Dekhata hain
Taali bajao are
Bindaas bajao bajao

Jam jam ke mar
Sanam taaliyan
Jam jam ke mar
Sanam taaliyan
Tera saawariyan hain
Dadu kaaliyan
Dadu kaaliyan
Jam jam ke mar
Sanam taaliyan
Tera saawariyan hain
Dadu kaaliyan
Aashiq deewana main
Tera puraana
Kaise na aata main
Bol jaane jaana
Tere jaisi kahan hain
Dilwaaliyan waaliyan
Jam jam ke mar
Sanam taaliyan
Tera saawariyan hain
Dadu kaaliyan

Jam jam ke marun
Na kyun taaliyan
Mera saawariyan hain
Dadu kaaliyan
Sau dil se mujhpe
Kurbaan hain bichaara
Mera to harek
Andaaz isko pyaara
Chahein tum chuma
Chahein gaaliyan
Gaaliyan gaaliyan gaaliyan
Jam jam ke marun
Na kyun taaliyan
Mera saawariyan hain
Dadu kaaliyan
Jam jam ke mar
Sanam taaliyan
Tera saawariyan hain
Dadu kaaliyan

Saare jag se rishta tuta
Par na apna milana chhhuta
Saare jag se rishta tuta
Par na apna milana chhhuta
Aankhein hain daaru
Ka chhalka katora
Daali jaise tann ko
Jara sa jo moda
Masak gayi kurtey ki jhaaliyan
Jhaaliyan jhaaliyan jhaaliyan
Jam jam ke mar
Sanam taaliyan
Tera saawariyan hain
Dadu kaaliyan
Jam jam ke marun
Na kyun taaliyan
Mera saawariyan hain
Dadu kaaliyan

bharatlyrics.com

Seharo seharo maine dhundha
Mil saka na tujha sa dujha
Seharo seharo maine dhundha
Mil saka na tujha sa dujha
Aashiq hazaron mein
Shaandar tu hain
Laakon dilwalo mein
Jaandaar tu hain
Mukh pe lagi meri laaliyan
Laaliyan laaliyan laaliyan
Jam jam ke marun
Na kyun taaliyan
Mera saawariyan hain
Dadu kaaliyan
Jam jam ke mar
Sanam taaliyan
Tera saawariyan hain
Dadu kaaliyan

Aashiq deewana
Main tera puraana
Kaise na aata main
Bol jaane jaana
Tere jaisi kahan hain
Dilwaaliyan waaliyan
Jam jam ke mar
Sanam taaliyan
Mera saawariyan hain
Dadu kaaliyan
Jam jam ke mar
Sanam taaliyan
Mera saawariyan hain
Dadu kaaliyan.

Jam Jam Ke Mar Sanam Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download