Tere Dil Mein Rehna Hain Lyrics - Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz

Tere Dil Mein Rehna Hain lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz from Humshakal (1992). Tere Dil Mein Rehna Hain Love soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Majrooh Sultanpuri.

Tere dil mein rehna hain
Tu jo kahein woh kehana hain
Wahin sunna hain
Tere dil mein rehna hain
Tu jo kahein woh kehana hain
Wahin sunna hain
Tere dil mein rehna hain
Tu jo kahein woh kehana hain
Wahin sunna hain

Na koi dar thaa apna
Na koi ghar thaa
Lamba thaa rasta apna
Lamba safar thaa
Ab tuhi rasta mera
Ab tuhi rasta mera
Ab tuhi manzil
Manzil mein rehana hain
Tu jo kahein woh kehana hain
Wahin sunna hain
Tere dil mein rehna hain
Tu jo kahein woh kehana hain
Wahin sunna hain

bharatlyrics.com

Dekhun na tujhko to main
Dekhun kidhar ko
Saara jahan andhiyara
Jaaun kidhar ko
Ye zindagi hain tuffa
Aur tu hain saahil
Saahil mein rehana hain
Tu jo kahein woh kehana hain
Wahin sunna hain
Tere dil mein rehna hain
Tu jo kahein woh kehana hain
Wahin sunna hain

Tu hi hasee bhi meri o
Tu hi khushi bhi
Tu hi mera chanda bhi oo
Tu chaandani bhi
Meri samma bhi tu hain
Meri samma bhi tu hain
Aur tu hi mehfil
Mehfil mein rehana hain
Tu jo kahein wo kehana hain
Wahin sunna hain
Tere dil mein rehna hain
Tu jo kahein wo kehana hain
Wahin sunna hain
Tere dil mein rehna hain
Tu jo kahein woh kehana hain
Wahin sunna hain oo ooo…

Tere Dil Mein Rehna Hain Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download