Jo Pyaar Karta Hai Lyrics - Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Manohar Shetty

Jo Pyaar Karta Hai lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Manohar Shetty from Yeh Raaste Hain Pyaar Ke (2001). Jo Pyaar Karta Hai Love, Party soundtrack was composed by Darshan Rathod, Sanjeev Rathod with lyrics written by Anand Bakshi.

Kisi ki aankhon ka kajal ban jata hai
Kisi ki zulfon ka badal ban jata hai
Kisi ke pido ka ghayal ban jata hai
Jo pyaar karta hai pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai
Jo pyar karta hai pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai
Kisi ki aankhon ka kajal ban jata hai
Kisi ki zulfon ka badal ban jata hai
Kisi ke pido ka ghayal ban jata hai
Jo pyaar karta hai pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai
Jo pyar karta hai pagal ban jata hai

Pyaar mein jeena pyaar mein marna
Aaj hi kar lo jo hai karna
Der bahut ho jayegi warna
Aaj ka din jo guzar gaya to
Kal ban jata hai
Aaj ka din jo guzar gaya to
Kal ban jata hai
Jo pyar karta hai pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai

Yaadein umangein armaan sapne
Sab ke yahan ghar apne apne
Yeh sach hai yeh maana sab ne
Shahed yeh dil ka ujde to jungle ban jaata hai
Shahed yeh dil ka ujde to jungle ban jaata hai
Jo pyar karta hai pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai

bharatlyrics.com

Dil deta hai jaan leta hai
Amrit mein vish bhar deta hai
Jeena mushkil kar deta hai
Pyar kabhi har ek mushkil ka hal ban jata hai
Pyar kabhi har ek mushkil ka hal ban jata hai
Jo pyar karta hai pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai
Kisi ki aankhon ka kajal ban jata hai
Kisi ki zulfon ka badal ban jata hai
Kisi ke pido ka ghayal ban jata hai
Jo pyaar karta hai pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai
Jo pyar karta hai pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai
Jo pyar karta hai pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai.

Jo Pyaar Karta Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download