Yeh Dil Mohabbat Mein Lyrics - Alka Yagnik, Udit Narayan

Yeh Dil Mohabbat Mein lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan from Yeh Raaste Hain Pyaar Ke (2001). Yeh Dil Mohabbat Mein Love soundtrack was composed by Darshan Rathod, Sanjeev Rathod with lyrics written by Anand Bakshi.

Yeh dil mohabbat mein haar doon
Yeh jaan bhi tujh pe waar doon
Yeh dil mohabbat mein haar doon
Yeh jaan bhi tujh pe waar doon
Aanchal mein tere sama na sake
Daaman mein tere sama na sake
Main tuhj ko itna pyaar doon
Yeh dil mohabbat mein haar doon
Yeh jaan bhi tujh pe waar doon

Saare zamane ki daulatein
Apni mohabbatein ki jannatein
Saare zamane ki daulatein
Apni mohabbatein ki jannatein
Rak doon main kadmo mein tere
Khushiyaan tujhe main beshumaar doon
Yeh dil mohabbat mein haar doon
Yeh jaan bhi tujh pe waar doon

bharatlyrics.com

Hum kis kadar khush naseeb hai
Ek doosre ke kareeb hai
Hum kis kadar khush naseeb hai
Ek doosre ke kareeb hai
Dil chahe is ek pal main sanam
Main umr saari guzaar doon
Teri mohabbat ka shukriyaa
Tuhj ko duaein hazar doon
Sau bar yeh zindagi mile
Sau bar tujh pe mein waar doon
Tu meri aankhon ko neend de
Main tere dil do karar doon
Yeh phool kya tere saamne
Aa tuhj ko sari bahar doon
Puchche khuda kuch maang le
Puchche khuda kuch maang le
Main naam tera pukaar doon.

Yeh Dil Mohabbat Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download