Khizaan Aayi Ummido Se Lyrics - Shiv Dayal Batish

Khizaan Aayi Ummido Se lyrics, the song is sung by Shiv Dayal Batish from Chupke Chupke (1948). The music of Khizaan Aayi Ummido Se Playful track is composed by Shiv Dayal Batish while the lyrics are penned by .

Khizaan aayi ummido se
Chaman mein kis bahane se
Bahare siskiya lekar bhi
Ruksat zamane se sikhaye
Khizaan aayi ummido se
Chaman mein kis bahane se
Bahare siskiya lekar bhi
Ruksat zamane se sikhaye

Laga di chupke chupke
Aag mathe ki lakiro mein
Laga di chupke chupke
Aag mathe ki lakiro mein
Dhua uthne laga hai
Dhua uthne laga hai
Ab ksho ke aashiyane se
Kaza aayi chaman
Mein kis bahane se
Khizaan aayi ummido se
Chaman mein kis bahane se
Bahare siskiya lekar bhi
Khizaan aayi

Mujhe takdir majburi ki
Us manzar pe le aaye
Khushi mahsus hoti hai
Jaha subah aane pe
Mujhe wo saukht jalim kahe
Ye bewafa main ab majboor hoonu
Main ab majboor hoonu
Main ab majboor hoonu
Tumse bhi hal e dil sunane se
Kaza aayi chaman
Mein kis bahane se
Khizaan aayi ummido se
Chaman mein kis bahane se
Bahare siskiya lekar bhi
Khizaan aayi

bharatlyrics.com

Mere dil ki tamannao
Yuhi ghut ghut ke mar jao
Mere dil ki tamannao
Yuhi ghut ghut ke mar jao
Ke ban sakti nahi
Ke ban sakti nahi
Bigdi hui kismat banane se
Khizaan aayi ummido se
Chaman mein kis bahane se
Bahare siskiya lekar bhi
Ruksat zamane se sikhaye
Khizaan aayi ummido se.

Khizaan Aayi Ummido Se Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download