Koi Kahe Kehta Rahe Lyrics - Krishnakumar Kunnath (K.K), Shaan, Shankar Mahadevan

Koi Kahe Kehta Rahe lyrics, the song is sung by Krishnakumar Kunnath (K.K), Shaan, Shankar Mahadevan from Dil Chahta Hai (2001). The music of Koi Kahe Kehta Rahe Dance, Rock track is composed by Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan while the lyrics are penned by Javed Akhtar.

Koyi kahe kehta rahe
Kitna bhi humko deewana
Koyi kahe kehta rahe
Kitna bhi humko deewana
Hum logo ki thokar mein hain yeh zamana
Jab saaz hai awaaz hai
Phir kis liye hichkichana
Jab saaz hai awaaz hai
Phir kis liye hichkichana
Oh gaayenge hum apne dilo ka tarana
Bigde duniya bigadne bhi do
Jhagde duniya jhagadne bhi do
Lade yeh duniya ladne bhi do
Hum apni dhun mein gaaon
Duniya roothe rooth ne do
Bandhan toote tut ne do
Koyi chute chut ne do
Na gabhrao
Hum hai naye
Andaz kyon ho purana
Hum hai naye
Andaz kyon ho purana

Aankhon mein hain bijliyaan
Saason mein tofaan hai
Darr kya hai aur haar kya
Hum is see anjaan hai
Hamare liye hi to hai aasman aur zameen
Sitare bhi hum tod lenge
Hume hai yakeen
Ambar se hai aage hamara thikaana
Hum hai naye
Andaz kyon ho purana

Sapno ka jo desh hai
Haan hum wahin hai pale
Thode se dil phek hai
Thode se hai mann chale
Jahan bhi gaye apna jadoo
Dikhaate rahen
Mohabbat haseeno ko aksar sikhate rahe
Aaye hume dil aur neende churana
Hum hai naye
Andaz kyon ho purana

bharatlyrics.com

Koyi kahe kehta rahe
Kitna bhi humko deewana
Koyi khata
Kitna bhi humko deewana
Hum logo ki thokar mein hain yeh zamana
Jab saaz hai awaaz hai
Phir kis liye hichkichana
Jab saaz hai awaaz hai
Phir kis liye hichkichana
Oh gaayenge hum apne dilo ka tarana
Bigde duniya bigadne bhi do
Jhagde duniya jhagadne bhi do
Lade yeh duniya ladne bhi do
Hum apni dhun mein gaaon
Duniya roothe rooth ne do
Bandhan toote tut ne do
Koyi chute chut ne do
Na gabhrao
Hum hai naye
Andaz kyon ho purana
Hum hai naye
Andaz kyon ho purana.

Koi Kahe Kehta Rahe Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download