Maine Pyar Tumhi Se Kiya Hai Lyrics - Anuradha Paudwal, Kumar Sanu

Maine Pyar Tumhi Se Kiya Hai lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Kumar Sanu from Phool Aur Kaante (1991). Maine Pyar Tumhi Se Kiya Hai Love soundtrack was composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod with lyrics written by Sameer.

Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai
Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai
Ab chaahe jo ho jaaye
Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu

bharatlyrics.com

Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu

Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai
Ab chaahe jo ho jaaye
Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu
Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu
Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai

Ailaan yahi karne aaya
Main aaj yahaan marne aaya
Ruswa tujhe main kar jaaunga
Kha ke zehar ab mar jaaunga
Kha ke zehar ab mar jaaunga

Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai
Ab chaahe jo ho jaaye
Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu
Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu

Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai

Dilwale agar mil jaaye yahaan
Phir neend kise phir chain kahaan

O tere liye aahen bharta hai dil
Teri aaisi baaton se darta hai dil
Teri aaisi baaton se darta hai dil

Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai

Ab chaahe jo ho jaaye
Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu

Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai

Baanhon mein teri din raat rahu
Jag chhod du main o tere saath rahu
O saanson mein basa lu aaj tujhako
Tere bina jeena nahi mujhako
Tere bina jeena nahi mujhako

Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai

Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai

Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai
Ab chaahe jo ho jaaye
Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu
Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu

Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu

Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu

Main duniya se ab na daru
Tujhi se main pyaar karu.

Maine Pyar Tumhi Se Kiya Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download