Pyar Ye Jaane Kaisa Lyrics - Kavita Krishnamurthy, Suresh Wadkar

LYRICS OF PYAR YE JAANE KAISA: The song is recorded by Kavita Krishnamurthy and Suresh Wadkar from Hindi film Rangeela (1995), directed by Ram Gopal Varma. The film stars Aamir Khan, Jackie Shroff and Urmila Matondkar in the lead role. "Pyar Ye Jaane Kaisa" is a Sad song, composed by A.R. Rahman, with lyrics written by Mehboob Alam Kotwal.

Pyar Ye Jaane Kaisa Lyrics

Pyaar ye jaane kaisa hai
Kya kahein ye kuchh aisa hai
Kabhi dard ye deta hai
Kabhi chein ye deta hai
Kabhi gam deta hai
Kabhi khushi deta hai

Pyaar ye jaane kaisa hai
Kya kahein ye kuchh aisa hai
Kabhi dard ye deta hai
Kabhi chein ye deta hai
Kabhi gham deta hai
Kabhi khushi deta hai

Pyaar ye jaane kaisa hai
Kya kahein ye kuchh aisa hai
Kabhi dard ye deta hai
Kabhi chein ye deta hai
Kabhi gham deta hai
Kabhi khushi deta hai

Din to guzarte hain
Jiske khayaalon mein
Raatein guzarti hain
Uski hi yaadon mein
Waqt milan ka aaye
To raahon mein
Jhoome bahaarein
Phoolon ki kaliyon mein
Bhanvaron ki toli aaye
Kaliyon pe vo mandaraaye
Darr ye fiza ka bhi dil se mitaaye

Pyaar ye jaane kaisa hai
Kya kahein ye kuchh aisa hai
Kabhi dard ye deta hai
Kabhi chein ye deta hai
Kabhi gham deta hai
Kabhi khushi deta hai

Pyaar ye jaane kaisa hai
Kya kahein ye kuchh aisa hai
Kabhi dard ye deta hai
Kabhi chein ye deta hai
Kabhi gham deta hai
Kabhi khushi deta hai

Aankhon pe chhaye hain
Sapna banke to
Koi paraaya aaye
Apna banke
Chalte chalte hi
Raahon ki dhoop mein
Saathi mil jaaye koi saaya banke
Manzil aaye na aaye
Ya koi toofan aaye
Dilwaalon ko ye jeena sikhaaye

Pyaar ye jaane kaisa hai
Kya kahein ye kuchh aisa hai
Kabhi dard ye deta hai
Kabhi chein ye deta hai
Kabhi gham deta hai
Kabhi khushi deta hai

Pyaar ye jaane kaisa hai
Kya kahein ye kuchh aisa hai
Kabhi dard ye deta hai
Kabhi chein ye deta hai
Kabhi gham deta hai
Kabhi khushi deta hai.

Pyar Ye Jaane Kaisa Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Pyar Ye Jaane Kaisa is from the Rangeela (1995).

The song Pyar Ye Jaane Kaisa was sung by Kavita Krishnamurthy and Suresh Wadkar.

The music for Pyar Ye Jaane Kaisa was composed by A.R. Rahman.

The lyrics for Pyar Ye Jaane Kaisa were written by Mehboob Alam Kotwal.

The music director for Pyar Ye Jaane Kaisa is A.R. Rahman.

The song Pyar Ye Jaane Kaisa was released under the Tips.

The genre of the song Pyar Ye Jaane Kaisa is Sad.