Reshmi Zulfen Aankh Sharabi Lyrics - Alisha Chinai

Reshmi Zulfen Aankh Sharabi lyrics, the song is sung by Alisha Chinai from Panaah (1992). Reshmi Zulfen Aankh Sharabi Dance soundtrack was composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod with lyrics written by Vishweshwar Sharma.

Reshmi zulfen aankh sharabi
Hoth sharbati raat gulabi
Reshmi zulfen aankh sharabi
Honth sharbati raat gulabi
Thoda sa mausam
Bhi hain deewana
Husn hain katil mera
Ban jaaye na koi fasana
Dil ko bachana zara

Reshmi zulfen aankh sharabi
Honth sharbati raat gulabi
Thoda sa mausam
Bhi hain deewana
Husn hain katil mera
Ban jaaye na koi fasana
Dil ko bachana zara
Reshmi zulfen aankh sharabi
Hoth sharbati raat gulabi

Kaun aa gaya mehfil mein
Dil dhadka hain
Shola sa is dil mein
Aag ka bhadka hain
Ek haseena itne deewane
Ab kya hoga koi na jaane
Dekho na hum su dhua dhua hain
Aag lagi hain kaha
Nazar se mili nazar to
Girne lagi bijliya
Reshmi zulfen aankh sharabi
Honth sharbati raat gulabi

Sharm ka shisha
Tut ke chaknachur hain
Kyu aise mein kaise
Hum se door hain
Baaho mein le le paas to aaja
Pyar pila de pyas bujha ja
Aaj ke mein hoon teri kahani
Tu hain fasana mera
Aa mil ke hum ek ho le
Kya hain irada tera

bharatlyrics.com

Reshmi zulfen aankh sharabi
Honth sharbati raat gulabi
Thoda sa mausam
Bhi hain deewana
Husn hain katil mera
Ban jaaye na koi fasana
Dil ko bachana zara
Reshmi zulfen aankh sharabi
Hoth sharbati raat gulabi.

Reshmi Zulfen Aankh Sharabi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download