Rutha Hain To Lyrics - Mohammed Aziz, Sadhana Sargam

Rutha Hain To lyrics, the song is sung by Mohammed Aziz, Sadhana Sargam from Bungalow No. 666 (1990). The music of Rutha Hain To track is composed by Anu Malik while the lyrics are penned by Sameer.

Rutha hain rutha mana lenge
Apna tujhe hum bana lenge
Rutha hain rutha mana lenge
Apna tujhe hum bana lenge
Jaha jaayega hame paayega
Dil wala…alaa alaa

Rutha hain rutha mana lenge
Apna tujhe hum bana lenge
Jaha jaayega hame paayega
Dil wala…alaa alaa lu

Tujhe dekha toh jaadu sa chhane laga
Dil mohabbat ke nagmein gaane laga
Tujhe dekha toh jaadu sa chhane laga
Dil mohabbat ke nagmein gaane laga
Pyaar tera hamein tadpane laga
Tere gusse pe bhi pyar aane laga

Aankhon mein tujhko basalenge
Dil mein tujhein hum chhupalenge
Aankhon mein tujhko basalenge
Dil mein tujhein hum chhupalenge
Jaha jaayega hame paayega
Dil wala…alaa alaa lu

Pyaar pe hum tere aitbaar karein
Harghadi hum tera intzaar karein
Pyaar pe hum tere aitbaar karein
Harghadi hum tera intzaar karein
Hum dilo jaan tujh pe nisaar karein
Karein tu jeetana hum
Utana pyaar karein

Tujhko gale se laga denge
Hum baat bighadi bana lenge
Tujhko gale se laga denge
Hum baat bighadi bana lenge
Jaha jaayegi hame paayegi
Dil wali…alaa alaa lu

bharatlyrics.com

Ruthi hain ruthi mana lenge
Apna tujhe hum bana lenge
Ruthi hain ruthi mana lenge
Apna tujhe hum bana lenge
Jaha jaayegi hame paayegi
Dil wali…alaa alaa lu.

Rutha Hain To Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download