Saare Rango Se Hai Lyrics - Alka Yagnik

Saare Rango Se Hai lyrics, the song is sung by Alka Yagnik from Dhartiputra (1993). The music of Saare Rango Se Hai Festivals track is composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod while the lyrics are penned by Sameer.

Sare rango se hai wo rangin
Har hasina se hai wo hasin
Sare rango se hai wo rangin
Har hasina se hai wo hasin
Maine dekha use jab se yaar
Hua bura hal mera
Ho hua bura hal mera

bharatlyrics.com

Bekhudi me udau gulal
Kar du uske gulabi mai gal
Bekhudi me udau gulal
Ho kar du uske gulabi mai gal
Le gaya mere dil ka karar
Hua bura hal mera
Ha hua bura hal mera

Chand taro se mai doli saza ke
Chand taro se mai doli saza ke
Use le aaunga ha dulhan bana ke
Mere sawal ka bas wo jawab hai
Yaro wo mere dil ki kitab hai
Har ghadi hai uska intzar
Hua bura hal mera
Ho hua bura hal mera

Bekhudi me udau gulal
Kar du uske gulabi mai gal
Bekhudi me udau gulal
Ho kar du uske gulabi mai gal
Le gaya mere dil ka karar
Hua bura hal mera
Ho hua bura hal mera

Sikhe usse koi aashiq banana
Sikhe usse koi aashiq banana
Uski nazro ka hai ye dil diwana
Pagal kar gaya pahli mulakat me
Masti hai koi uski bat me
Kiya hai jabse uska didar
Hua bura hal mera
Ha hua bura hal mera

Sare rango se hai wo rangin
Har hasina se hai wo hasin
Sare rango se hai wo rangin
Har hasina se hai wo hasin
Maine dekha use jab se yaar
Hua bura hal mera
Ho hua bura hal mera
Ho hua bura hal mera
Ha hua bura hal mera.

Saare Rango Se Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download