Sawariya Main Khadi Rahoon Lyrics - Alka Yagnik, Ila Arun

Sawariya Main Khadi Rahoon lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Ila Arun from Aatank (1996). The music of Sawariya Main Khadi Rahoon Masti track is composed by Ila Arun, Jolly Mukherjee while the lyrics are penned by Dev Kohli, Rani Malik.

Saheli jise tu nazar ladayegi
Nazar ladayegi ha
Tu roop jal mein jisko fasayegi
Jisko fasayegi
Wo tere nakhro ki
Kimat na janega
Wo tere nakhro ki
Kimat na janega
Tu bol kya kahke usko manayegi
Usko rijhayegi
Usko manayegi usko rijhayegi
Usko manayegi usko rijhayegi
Ho mori patli kamar lambe bal re
Ho mori patli kamar lambe bal re
Ho gora rang mora hirni si chal re
Re uspe aaya hai ye julmi sal re
Sawariya main khadi
Rahu ke chali jau re
Sawariya main khadi
Rahu ke chali jau re
Ho mori patli kamar lambe bal re
Ho gora rang mori hirni si chal re
Re uspe aaya hai ye julmi sal re
Sawariya main sawariya main
Sawariya main khadi
Rahu ke chali jau re
Sawariya main khadi
Rahu ke chali jau re

Mahak rahi hain roop ki bagiya
Mahak rahi hain roop ki bagiya
Chalak rahi hain tan ki nadiya
Ho arz kare hain gal gulabi
Kahti hai ye umar sarabi
Mori chunri kare ye sawal re
Mori chunri kare ye sawal re
Sawariya main
Sawariya main khadi
Rahu ke chali jau re
Sawariya main khadi
Rahu ke chali jau re

bharatlyrics.com

Tapta suraj mora joban
Tune banaya kahe jogan
Padh le bhasha in aankho ki
Bat samjh le in sanso ki
Roop rang se hoon main malamal re
Roop rang se hoon main malamal re
Sawariya main sawariya main
Sawariya main khadi
Rahu ke chali jau re
Sawariya main khadi
Rahu ke chali jau re
Ho mori patli kamar lambe bal re
Ho gora rang mora hirni si chal re
Re uspe aaya hain ye julmi sal re
Sawariya main khadi
Rahu ke chali jau re
Sawariya main khadi
Rahu ke chali jau re
Sawariya main khadi
Rahu ke chali jau re
Sawariya main khadi
Rahu ke chali jau re
Sawariya main khadi
Rahu ke chali jau re.

Sawariya Main Khadi Rahoon Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download