Su Su Su Aa Gaya Lyrics - Kumar Sanu

Su Su Su Aa Gaya lyrics, the song is sung by Kumar Sanu from Tarazu (1997). The music of Su Su Su Aa Gaya Playful track is composed by Rajesh Roshan while the lyrics are penned by Sameer.

Su su su aa gaya mein kya karu
Su su su aa gaya mein kya karu
Su su su aa gaya mein kya karu
Su su su aa gaya mein kya karu
O aa o aa e
Jaa ke ghar mein kar ke aa
O aa o aa e
Mujko pagal na bana
O aa o aa e
Jaa ke ghar mein kar ke aa
O aa o aa e
Mujko pagal na bana
Su su su aa gaya mein kya karu
Su su su aa gaya mein kya karu
Su su su aa gaya mein kya karu
Su su su aa gaya mein kya karu hat

Main sarkari naukar hu
Mujhko jaldi jaana hai
Chhodo mujhko jaane do
Kitna kaam patana hai
Are tum loga ki ye muskil
Hal karne mein aaunga
Thodi thodi doori pe sauchalay banaunga
O aa o aa e
Ja zhaadi ke piche jaa
O aa o aa e
Nanhe munne na sarma
O aa o aa e
Ja zhaadi ke piche jaa
O aa o aa e
Nanhe munne na sarma
O aa o aa e
Su su su aa gaya mein kya karu
Su su su aa gaya mein kya karu

Koi humko dekhe ga
Sharm to humko aayegi
Aankh milaenge kaise
Badnaami ho jaayegi
Are khada hun mein danda leke
Kisi ko na aane dunga
Paas tumhare aye bachcho
Kisi ko naa jaane dunga
O aa o aa e
Upar waale tu bacha
O aa o aa e
Aake mein kahan phasa
O aa o aa e
Upar waale tu bacha
O aa o aa e
Aake mein kahan phasa

bharatlyrics.com

Su su su aa gaya mein kya karu
Su su su aa gaya mein kya karu
Su su su aa gaya mein kya karu
Su su su aa gaya mein kya karu.

Su Su Su Aa Gaya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download