Tera Mera Jhagda Kya Lyrics - Pankaj Udhas

Tera Mera Jhagda Kya lyrics, the song is sung by Pankaj Udhas from Shagufta (1988). Tera Mera Jhagda Kya Ghazal soundtrack was composed by Pankaj Udhas with lyrics written by .

Majhab nahi shikhata
Aapas mein bair rakha na
Majhab nahi shikhata
Aapas mein bair rakha na
Hindi hain hum watan hain
Hindustaan hamara

Tera mera jhagda kya jab
Tera mera jhagda kya jab
Tera mera jhagda kya jab
Tera mera jhagda kya jab
Ek aangan ki mitti hain
Ek aangan ki mitti hain
Apne badan ko dekh le chhukar
Apne badan ko dekh le chhukar
Mere badan ki mitti hain
Mere badan ki mitti hain

Bhookhi pyaasi bhatak rahi hain
Bhookhi pyaasi bhatak rahi hain
Dil mein kahin umeed liye
Bhookhi pyaasi bhatak rahi hain
Dil mein kahin umeed liye
Bhookhi pyaasi bhatak rahi hain
Dil mein kahin umeed liye
Hum aur tum jismein khaate the
Hum aur tum jismein khaate the
Uss bartan ki mitti hain
Uss bartan ki mitti hain

bharatlyrics.com

Gairon ne kuch khaab dikha kar
Neend chura lee aankhon se
Gairon ne kuch khaab dikha kar
Neend chura lee aankhon se
Lori dede haar gayi jo
Lori dede haar gayi jo
Ghar aangan ki mitti hain
Ghar aangan ki mitti hain

Soch samj kar tumne jiske
Soch samj kar tumne jiske
Sabhi gharon de tod diye
Soch samj kar tumne jiske
Sabhi gharon de tod diye
Soch samj kar tumne jiske
Sabhi gharon de tod diye
Apne saath jo khel raha thaa
Apne saath jo khel raha thaa
Uss bachpan ki mitti hain
Uss bachpan ki mitti hain

Chal nafrat ko chhod ke anjum
Dil ke rishte jod ke anjum
Chal nafrat ko chhod ke anjum
Dil ke rishte jod ke anjum
Iss mitti ka karz utaarey
Iss mitti ka karz utaarey
Apne watan ki mitti hain
Apne watan ki mitti hain

Tera mera jhagda kya jab
Tera mera jhagda kya jab
Tera mera jhagda kya jab
Ek aangan ki mitti hain
Ek aangan ki mitti hain
Apne badan ko dekh le chhukar
Apne badan ko dekh le chhukar
Mere badan ki mitti hain
Mere badan ki mitti hain.

Tera Mera Jhagda Kya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download