Ude Rang Lyrics - Anuradha Paudwal

Ude Rang lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal from Dil Churaya Aapne (2001). Ude Rang Happy soundtrack was composed by Suresh Wadkar with lyrics written by Naqsh Lyallpuri.

Ude rang jaise
Yeh thandi pawan mein
Ude rang jaise yeh thandi pawan mein
Bina pankh udati chali main gagan mein
Nazar hai kahin dil kahin kho gaya hai
Ude rang jaise yeh thandi pawan mein
Bina pankh udati chali main gagan mein
Nazar hai kahin dil kahin kho gaya hai
Ude rang jaise yeh thandi pawan mein ho

bharatlyrics.com

Wadiyaan haay haay waadiyaan
Oo waadiyan bahaar parbaton ke silsile
Dekhate hi inko dil mein phool se khile
Dhadkane oo dhadkane bin pigal gayi hai geet mein
Jaadu hai zarno ke sangeet main
Naya rang hai bhor ke har kiran mein
Nazar hai kahin dil kahin kho gaya hai
Ude rang jaise yeh thandi pawan mein ho

Mastiyaan haay haay mastiyaan
Oo mastiyaan bhari hai baansuri ki taan mein
Usne rooh phoonk di hai meri jaan mein
Baanwari hoo
Baanwari si hoke baadalo ke pyaar mein
Jaa mili main panchhi o ki kataar mein
Ke bijali thirakti hai mere badan mein
Nazar hai kahin dil kahin kho gaya hai
Ude rang jaise yeh thandi pawan mein
Ude rang jaise yeh thandi pawan mein
Nazar hai kahin dil kahin kho gaya hai
Ude rang jaise yeh thandi pawan mein ho.

Ude Rang Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *