Yaad Teri Aati Hai Lyrics - Kumar Sanu

Yaad Teri Aati Hai lyrics, the song is sung by Kumar Sanu from Aa Gale Lag Jaa (1994). The music of Yaad Teri Aati Hai Sad track is composed by Anu Malik while the lyrics are penned by Anwar Sagar.

Yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai
Yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai
Mausam aaye, mausam jaaye
Mausam aaye, mausam jaaye
Tu kyun nahi aati hai
Tujhe bhula nahi, tujhe yaad kiya
Ik baar nahi sau baar kiya, sau baar kiya
Yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai

bharatlyrics.com

Aake mujhako batalaa de,
Aakhir kya majburi hai
Tere mere bich mein
Kis liye yeh duri hai
Lekar tera naam sanam,
Kar dunga badnaam sanam
Ru jahaan bhi jaayegi,
Bewafa kehlaayegi
Aaja meri jindagi, kar na mujhase berukhi
Mausam aaye, mausam jaaye
Mausam aaye, mausam jaaye
Tu kyun nahi aati hai
Tujhe bhula nahi, tujhe yaad kiya
Ik baar nahi sau baar kiya, sau baar kiya
Yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai

Bin tere suni suni lagati hai yeh jindagi
O apane saath le gayi tu meri har khushi
Dekh meri jaaneman mera yeh deewaanapan
Had se gujar jaayega, aashiq tera mar jaayega
Aaj mujhe maalum huwa, jhuti hai tu dilruba
Mausam aaye, mausam jaaye
Mausam aaye, mausam jaaye
Tu kyun nahi aati hai
Tujhe bhula nahi, tujhe yaad kiya
Ik baar nahi sau baar kiya, sau baar kiya
Yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai
Yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai.

Yaad Teri Aati Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download