Aaja Dil Ko Nahin Hai Karaar Lyrics - Ashok Kumar, Sitara Devi

Aaja Dil Ko Nahin Hai Karaar lyrics, the song is sung by Ashok Kumar, Sitara Devi from Najma (1943). Aaja Dil Ko Nahin Hai Karaar Sad soundtrack was composed by Rafiq Ghaznavi with lyrics written by Anjum Pilibhiti.

Jab yaad teri aa jaati hai
Ik tees se dil mein hoti hai
Main chupke chupke rota hoon
Jab duniya saari soti hai
Kisko sunaaun gham ki kahaani
Kisko sunaaun gham ki kahaani
Koi nahin gham khaar
Koi nahin gham khaar
Aaja, aaja
Dil ko nahin hai karaar
Karta hai koi intezaar
Jaan se bezaar, jaan se bezaar

bharatlyrics.com

Haule haule, haule haule
Ulfat mein rakhna kadam kadam
Ghir hi na jaaye kahin naa dam aji dam
Rasta hai dushwaar dushwaar
Rasta hai dushwaar haule haule
Kya yaad kisi ki aayi hai
Kya yaad kisi ki aayi hai
Zardi munh par chaayi hai haay haay
Zardi munh par chaayi hai
Aansoo puchho aankhon se apni
Aansoo puchho aankhon se apni
Gham na karo sarkaar sarkaar
Gham na karo sarkaar sarkaar
Haule haule, haule haule
Ulfat mein rakhna kadam kadam
Ghir hi na jaaye kahin naa dam aji dam
Rasta hai dushwaar bahut dushwaar
Rasta hai dushwaar haule haule.

Aaja Dil Ko Nahin Hai Karaar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download