Nazar Kuchh Aaj Aisa Aa Raha Hai Lyrics - Ashok Kumar, Mumtaz

Nazar Kuchh Aaj Aisa Aa Raha Hai lyrics, the song is sung by Ashok Kumar, Mumtaz from Najma (1943). The music of Nazar Kuchh Aaj Aisa Aa Raha Hai Love track is composed by Rafiq Ghaznavi while the lyrics are penned by Anjum Pilibhiti.

Nazar kuchh aaj aisa aa raha hai
Nazar kuchh aaj aisa aa raha hai
Jamana jaise badla ja raha hai
Jamana jaise badla ja raha hai
Nazar kuch aaj aisa aa raha hai

bharatlyrics.com

Umango par jamana aa raha hai
Umango par jamana aa raha hai
Khushi ka rang chaya ja raha hai
Khushi ka rang chaya ja raha hai
Umango par zamana aa raha hai

Suni kano ne ye aawaj kiski
Suni kano ne ye aawaj kiski
Ye dil sine mein machla ja raha hai
Ye dil sine mein machla ja raha hai
Wo jitna mujhse chhupte ja rahe hai
Wo jitna mujhse chhupte ja rahe hai
Nazar ka sok badta ja raha hai
Nazar ka sok badta ja raha hai
Sitare jhilmila ja rahe hai
Sitare jhilmila ja rahe hai
Kahi kya muskura ja rahe hai
Kahi kya muskura ja rahe hai
Fijao ne ye kispar aasman se
Zameen par chand uthara aa raha hai
Zameen par chand uthara aa raha hai.

Nazar Kuchh Aaj Aisa Aa Raha Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download