Tarsi Hui Hai Lyrics - Ashok Kumar

Tarsi Hui Hai lyrics, the song is sung by Ashok Kumar from Najma (1943). Tarsi Hui Hai Love soundtrack was composed by Rafiq Ghaznavi with lyrics written by Anjum Pilibhiti.

Tarsi huyi hain muddat se aankhen
Tarsi huyi hain muddat se aankhen
Nazron ki duniya aabaad kar de
Nazron ki duniya aabaad kar de
Nazron ki duniya aabaad kar de
Nazron ki duniya aabaad kar de

bharatlyrics.com

Tumko banaakar husn ka maalik
Tumko banaakar husn ka maalik
Kisne kahaa thha jallad kar de
Kisne kahaa thha jallad kar de
Kisne kahaa thha jallad kar de
Nazron ki duniya aabaad kar de

Sharm o hayaa ke qurbaan jaaun
Sharm o hayaa ke qurbaan jaaun
Saamne aa ke dilshaad kar de
Saamne aa ke dilshaad kar de
Saamne aa ke dishaad kar de
Nazron ki duniya aabaad kar de

Kabze mein tere hain dil ki duniyaa
Kabze mein tere hain dil ki duniyaa
Aabaad kar yaa barbaad kar de
Aabaad kar yaa barbaad kar de
Aabaad kar yaa barbaad kar de
Aabaad kar yaa barbaad kar de
Nazron ki duniya aabaad kar de
Nazron ki duniya aabaad kar de.

Tarsi Hui Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download